raaniya1  guestbook (729) Sign guestbook

Browse Pages:< Previous 15 16 17 18 19 20 21 Next > 
zizo202
12 years ago

">http://s3.favim.com/orig/42/beauty-fashion-girl-girls-make-up-Favim.com-354801.jpg" border="0"/>



have a nice day


aslam94
12 years ago
Chadhi
aslam94
12 years ago
Haddi
aslam94
12 years ago
Singhri jaan
aslam94
12 years ago
Limri jaan
raaniya1
12 years ago
kuch is tarah teri palken,meri palkon se mila den...
raaniya1
12 years ago
mera taluq jura hai kuch is tarah tmse,.jaise insan ka rishta hai khud apne apse..
raaniya1
12 years ago
dil todh sake jo hamara,a har kisi k bas ki bt nahi.. Uski gehrayiyo me basne wale to kuch khas hote hain.
raaniya1
12 years ago
duriyan is qadar badhi k chah na rahi pas ane ki..is taraf se hum na chale,us taraf se wo na chale.
sathishdawn
12 years ago
hii.
Shahjahan96
12 years ago
ye sindhi me ek shair tha bashir khan qureshi ki shan me jo sindh dharti ka azeem beta tha jise kal shaheed kar dia gaya
Shahjahan96
12 years ago
apna boht khayal rakhna meri jaan meri rani aur haan mumma ka to had se ziada khayal rakhna ap
Shahjahan96
12 years ago
i love u too meri sb se pyari rani
ab hum chhup gaye hain apni jagah per
Shahjahan96
12 years ago
مار پوئی موت، تون اٹ مندائتو آئین،
گھایئی اھڑا گھوٹ،
جن مند نہ ھئی مرٹ جی.
سندھ دھرتی جی دلیر پٹ محترم بشیر خان قریشی جی المناک وچھوڑی تی عظیم سندھوء جی عظیم مٹی سان سوگ م برابر جا شریک آھیون.
"واکا کندی ووء، صدیون تو لئہ سندھڑی"
A+A
Shahjahan96
12 years ago
(HanFia): Msg # 4) Ghaib kon janta hay?
Quran: (Woh din yaad rakhney k laiq hay) jis din ALLAH Peghambroun ko jama kareGa, phir un se pochey ga k Tumhain kia jawab mila tha woh arz karain gay hamain kuch malum nahi, To he ghaib ki baton se wakif hay

(Surah Al-Maida, Ayat # 109, Para # 7)

Quran: Aap (Mohammad SalLalLaho Alaihe Wasallam) Farma dijiye Ghaib ki khabar sirf ALLAH ko he hay

(Surah Younis #10, Ayat
#20, Para #11)
A+A
Shahjahan96
12 years ago
40@S17/A 46.
S Bani Isrä'eel:
Aur jab tum Quran men apne aek hi Rab kä zikr karte ho to woh nafrat se munh morr lete hen.
A46.
Exp:
Yaeni unhen ye baat sakht naagawaar hoti he k tum bas aek Allah hi ko Maalik-w-Mukhtaar qaraar dete ho aur Us ki taareefon k gun gaate ho.
Woh kahte hen k ye ajeeb shakhs he jis k nazdik ilme-geb he to Allah ko, qudrat he to Allah ko, tasarfaat aur ikhtiyäraat hen to bas aek Allah hi ko. Aakhir ye hamäre astaanon waale bhi koi cheez hen k nahin jin k haan se hamen aulad milti he, bimaaron ko shifa naseeb hoti he, kärobaar chamakte hen, aur munh maangi muraaden poori hoti hen.
A+A
Shahjahan96
12 years ago
40@S17/A 46.
S Bani Isrä'eel:
Aur jab tum Quran men apne aek hi Rab kä zikr karte ho to woh nafrat se munh morr lete hen.
A46.
Exp:
Yaeni unhen ye baat sakht naagawaar hoti he k tum bas aek Allah hi ko Maalik-w-Mukhtaar qaraar dete ho aur Us ki taareefon k gun gaate ho.
Woh kahte hen k ye ajeeb shakhs he jis k nazdik ilme-geb he to Allah ko, qudrat he to Allah ko, tasarfaat aur ikhtiyäraat hen to bas aek Allah hi ko. Aakhir ye hamäre astaanon waale bhi koi cheez hen k nahin jin k haan se hamen aulad milti he, bimaaron ko shifa naseeb hoti he, kärobaar chamakte hen, aur munh maangi muraaden poori hoti hen.
A+A
Shahjahan96
12 years ago
39@S17/A 45-46.
S Bani Isrä'eel:
Explaination;
Yaeni äkhirat par imaan nä laane kä ye qudrati nateejä he k ädmi k dil par qufl (locks) lag jaayen aur us k kaan is daawat k liye band ho jaayen jo Quran pesh kartä he. Quran ki to daawat hi is bunyaad par he k dunyä ki zindagi k zaahiri pahloo se dhokä nä khaao. Haq aur baatil k fesle is dunyä men nahin balke aakhirat men honge. Neki wo he jis kä achhä nateejä äkhirat men niklegä khuwaah dunyä men is ki wajah se insaan ko kitni hi takleefen puhunchen.
Aur badi wo he jis kä nateejä äkhirat men laaziman burä hi niklegä chaahe dunyä men wo kitni hi lazeez aur mufeed ho. Ab jo shaks äkhirat hi ko nahin maantä wo Quran ki is daawat par kese tawajah de sakta he.
A+A
Shahjahan96
12 years ago
38@S17/A 45-46.
S Bani Isrä'eel:
Jab tum Quran parr'hite ho to Ham tumhäre aur äkhirat par imaan na laane waalon k darmiyaan aek pardä hä'il kar dete hen, aur un k dilon par aesä gilaaf (pardä) charr'hä dete hen k woh kuchh nahin samajhte, aur un k kaano men behraapan (deafness) pedä kar dete hen.
Aur jab tum Quran men apne aek hi Rab kä zikr karte ho to wo nafrat se munh morr lete hen. A.45-46.
A+A
Shahjahan96
12 years ago
37@S17/A 44.
S Bani Isrä'eel:
Us (Allah) ki paaki to saaton äsmaan aur zameen aur woh saari cheezen bayaan kar rahi hen jo äsmaan -w-zameen men hen.
Koi cheez aesi naheen jo Us ki hamd ke saath Us ki tasbeeh nä kar rahi ho, magar tum un ki tasbeeh samajhte naheen ho.
Haqeeqat yeh he k Woh barrä hi burd'baar aur dar guzar karne waala he.
Exp;
Yaeni saari kä'inaat aur us ki har shae apne poore wujood se is haqeeqat par gawaahi de rahi he k Jis ne us ko pedä kiyä he aur Jo us ki parwardigaari-w-nigahbaani kar rahä he Us ki Zaat har aeb aur nuqs aur kamzori se paak he. Aur is men Us kä koi shareek naheen.
A+A
Browse Pages:< Previous 15 16 17 18 19 20 21 Next > 
Contact Us | Blog | Translation | Terms of Use | Privacy Policy

沪ICP备06061508号
Copyright © 2006 OwnSkin.com    
-
Loading content
There is a problem with loading the content.